Facebook Account Me Single Name Kaise Rakkhe





Facebook Account Me Single Name Kaise Rakkhe
















Hi Friends,
Aap Sabhi Ko SolutionInHindi.com Par Swagat Hai, Or Aaj is Tricks me Janenge Facebook par Single Naam kaise Set karte hai.
Kya hai na dosto kuch Logo ko dekhte hai oh aapne Facebook Account par Single Name Set Karke rakkhe hai,
Or uske Account dekhte hi Aap Apne facebook Account ke Setting me jate hai or apna Naam bhi Change karne ki koshis karte hai, par is me ham safal nhi ho pate,
Agar Aap kabhi aise kiye honge or Single Name nhi karpaye hai toh aap sahi jagah me aaye hai.
Mere Kaye dosto ne pucha ke Single Name kaise rakkhe ho.?

Toh me a post dedicate karta hu unsare friends ko,
Dosto aab Time aagiya hai Facebook me Impressive or Genius Person banne ke liye.




Ya Bhi Padhe-





##How To Remove Last Name On Facebook##



Dosto Ab Facebook par Single Naam Rakhna bhut hi Aasan hai.
Agar Aap chahte hai Facebook Par Single Naam Rakkhe toh Step By Step Follow Kare,


#Step-1


Agar Aap Facebook Desktop Version Me Use karerahe hai toh Sab se pahle Mobile Version Kare.
Mobile Version karne ke liye Yaha Click Kare  Ya phir URL me mbasic.facebook.com Type karke Search kare.




#Step-2


Ab aap ke Facebook Account Ko Login kare.

single name rahne ke liye login kare

















#Step-3


Ab Language  Page me Visit karke Tamil Language Select Kare URL  mbasic.facebook.com/language.php, Ya phir Language Select Karne ke liy Yaha Click Kare.


Tamil Language Select kare

















#Step-4



Agar aap Tamil Language Jante hai toh thik hai warna sahise Follow kare,
Dosto Ab aap Setting Page me Jaye- URLmbasic.facebook.com/settings/account Ya phir Yaha Click Kare Directly Setting page me Jane ke liye,  Or Side me Edit Option Tamil Me Likkha hai usme Click kare.

Naam Edit Karne Ke Liye Yaha Click kare








#Step-5


Yaha Apko Name Dena Hai.

Yaha Single Name Dalke Save Kare















  1.  Ab Yaha jo Naam rakhna chahte hai oh 1st Box (First Name) ke under dale Or Baki Box  Blank Hi Rakkhe. 
  2. Ab Naam dene ke bad Ok karde.


#Step-6

Facebook password dalke ok kare










  1. Yaha Ap apna Facebook Password dale
  2. Password Dene Ke Bad Done Karde.

Toh Dosto Ab Aapke Facebook Account Single Name Ho Giya Hai,
Ab phirse Ap apna Language Change Karle Language Change karne ke liye Yaha Click Kare.
Facebook Par Single Naam Rakhne Ke Liye Bhut Hi Aasan Or Perfect Taricks Current Year 2016 Me.


I Hope Ke Aapke Liye Aa Tricks Helpful Rahega,
Aagar Faydamand Raha Toh Jarur Aapne Friends Family ke Sath Share Kre, Or hamare sath Connected rahe, Latest Update Pane ke liye Subscribe Ya Hamare Facebook Page Ko Like Karne Ke Liye Yaha Click Kare

Note:-  Aagar Facebook Ke Bare Me Kuch Bhi Puchna Hai Toh Hame Jarur Bataye..

Thank You


Labels: